Ye Flooder e Azam..

:rotlf:

Aap bhi na kya purane chawalon ko yaad kar bethe :naraz:

OHH,zalim woh din, aapne rishta bhejne main deir kardi,warna ham bhi aapki begmaat main shumaar hote:blush:

waise main aaj bhi utni hi haseen huun :clown: