Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
kiya cool ka intezaar ho raha hia :aq:

lagta hai aaj thandi hawa nahi khaai aap ne :halo:
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
khiRki band hai
sardi ho gayee thee:naraz:
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
to ab khol lo sub subh aaye gi thandi hawa ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
naheeN gala pakaR laY gee aur zukaam ho gayaa tau ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
^ Vix hay na ?
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
Adaab arz hay PG sahiba ![]()
Kahan hoti hain aap aaj kal ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
STREPSILS ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
halls ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
Qarshi kaa Johar Joshaanda ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
kahan tuk suno gay kahan tuk sunaaon
kitnee hee shikway hain kia kia bataoon
Chotay bhaioon ka nakma pan behnoo ko zaroor piswata hay ..net connection band karwa diya hay abu jee nay naraz
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
ghararay
namak wale paani ke
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
mujhe aap se poori hamdardi hai ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
naheeeeeeeeeeeeennnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
umme > yeh kaysy hamderdee hay jis main ap lot pot ho rahee hain smilestar
Anwaar qureshi > ..na chero bhye mujhay pehlay hee dil bhara betha hay sad
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
eik yehi to achi cheez milti hai zukaam mein ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
yehi to hamdardi hai aap ke saath dekhho
aap pareshaan naa abba ji ne aap ki parhaii ki waja se band kiya hai naa behter mutaqbil ke liye ![]()
Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
i hope it is BAY, DAU CHASHMI HAI, HAMZA, AND, CHOTI YE ![]()