Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???
lol, yeah shuroo shuroo main bara tang kia tha uss Khabees nay mujhay,
phir main nay uss ki class bhi li thi shayad ![]()
ahem … lekin Jasoos tak wo kabhi na pohanch saka ahem ![]()
yar they are banned, talk to Mr. Admin to unban them :s