Re: Yay Piyaas Sama'at Ki JaaN Lay Kay Talay Shayad
Haqoom sama'at maiN
Ug aay haiN ab kantay Aawaz ka ek qatra Lakin nahiN mil pata Shabnam teray lehjay ki Kis tan maiN utarti hai Num teri hansi ka ab Kis tan ko bhigoota hai MaiN piyaas say baykal hooon Or teray takalum ka! Ek ghoont nahiN milta Is qeht sada maiN dil Ab kay na khulay shayad Yay piyaas sama'at ki JaaN lay kay talay shayad
Beautiful sharing Sheal :)