Re: yawn
billi dekho pura din ho gaya yeh thread kholay, aur kisi nay flooding nahin ki. is ka matlab hai aisay ajeeb threads nahin kholtay
aur kholtay hain to aik line likh daytay hain jis ko pakar kay log flooding karain. ab flooding karo kar kay bhaag jao gi to log amal to nahin karain gain na. kyon kay log amal karnay walay nahin hain. they don’t like to listen to orders. kya samjhi?