yaqeeN uth jaa'ey tu sha'ed kabhi wapis nahi aata

Re: yaqeeN uth jaa'ey tu sha'ed kabhi wapis nahi aata

kia baat hai madam jeee
zabardast

Re: yaqeeN uth jaa'ey tu sha'ed kabhi wapis nahi aata

thats really beautyfull poem.. thanks for sharing

Re: yaqeeN uth jaa’ey tu sha’ed kabhi wapis nahi aata

:blush:

Re: yaqeeN uth jaa'ey tu sha'ed kabhi wapis nahi aata

apanaa Gam leke kahii.n aur na jaayaa jaaye
ghar me.n bikharii huii chiizo.n ko sajaayaa jaaye

jin chiraaGo.n ko havaao.n kaa koii Khauf nahii.n
un chiraaGo.n ko havaao.n se bachaayaa jaaye

baag me.n jaane ke aadaab huaa karate hai.n
kisii titalii ko na phuulo.n se u.Daayaa jaaye

Khudakushii karane kii himmat nahii.n hotii sab me.n
aur kuchh din yuu.N hii auro.n ko sataayaa jaaye
ghar se masjid hai bahut duur chalo yuu.N kar le.n
kisii rote hue bachche ko ha.Nsaaya jaaye

Re: yaqeeN uth jaa'ey tu sha'ed kabhi wapis nahi aata

nikami its amazing ap nay mehfil loot li :)

Re: yaqeeN uth jaa'ey tu sha'ed kabhi wapis nahi aata

thanks lamhay g kahan hoti aj kal ap :)