Re: ~Yahoo Chat~
JL apni baat kar yaar, meri awaz sun kar to larkian soti haiN, koi das larkian hain jo muje raat ko phone karti haiN, beech mai say aik do mian say chup kar karti haiN washroom ja kar, jinhe mai sweet sweet batain kar kay sulata hoon, and aksar muje subah sote hoye call karti haiN, aur kehti hain that I sound really cute when im in neend
Kasmay tera bhayya bohat bara gulukaar banay ga ![]()