yaha itna sanata q hai bhai?

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

woh kyun?

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

meri woh koi agar takleef ho gi tum se tou mai tumhay chor doon ga:hoonh:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

to tum mujhe chordoge??? to pakra kab tha ullu???

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

dair dair tuk yooN jaagtaY rehnaa
shub-e-furqat maiN unn ko TaaltaY rehnaa

Qudrat kaa baRa inaam hai shaayad
booRhi hadiyoN maiN dard kaa hotaY rehnaa

iss ummeed pe khud ko saNbhaalaY rehna
dard kee shiddat ko seenaY saY lagaataY rehnaa

hogaa duniyaa maiN tu baY misaal:kiss:
meraY bachaY:love: meraY naunehaal:blush:

err.. :silly:

**ahem…

dard kee shiddat ko seenaY saY lagaataY rehnaa

kal ko aaYe gaa koi mujh ko massage denaY walaa
dost hotaa naheeN har maalish karaanaY walaa

  • AQ

:clap:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

wahhhh :clap: kyaaaa baat hai aapki!

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

Buss jee kabhi ghuroor naheeN kiyaa

:cool:

:jhanda:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

i told ya u need PATHAN
.
.
.
.
silently: tab pakroon ga aur phir aur phir choru ga nahi:smash:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

paThaani will do a lot better :love:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

ji woh to dikh raha hai :rolleyes:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

AQ
Please find a friend in real life . Soon!!

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

faida?

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

mubarak ho:hug:, aap ko diknaY lag gayaa:roman:… abb jaa kar 2-12 movie dekh sakte ho :hula:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

just one friend :frowning: ?

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

:nono4: buri baat uncle. itni saari nahin. aankhein kharaab ho jaayengi

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

lakin app ki baaton se tou nahi lagta

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

fayidah nahi tou atleast nuksaan bhi nahi hoga:halo:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

bhai aap kiss qism kaY aadmi ho… aap ko baRaa pataa hai inn baatoN kaa :hoonh:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

yaar har baat ko quote tou kia tha abhi bhi keh rahe hain:halo:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

:jhanda:

Re: yaha itna sanata q hai bhai?

satya naas oyeeee:smash: