Re: Ya din bi Any thay..
Mounchon ko Makhan lagaty hain ??? wo kaun log hoty hain ![]()
Inni wadi mouncha na hi hon tay changa ay…
Re: Ya din bi Any thay..
Mounchon ko Makhan lagaty hain ??? wo kaun log hoty hain ![]()
Inni wadi mouncha na hi hon tay changa ay…
Re: Ya din bi Any thay..
"moochheN hoN to bas Natwar Laal jaisi hoN!" :D
moochhoN par taao makkhan aur sugar lagaa kar karte haiN...makkhan is liye k makkhii agar baiThe to phisal jaaye...
...merii moopchheN bhii zabaan kii taraH gaz bhar kii haiN...kaun dekhegaa merii moochheN? :)
Re: Ya din bi Any thay..
Hamary sath Mounchan wali sarkar mojud hy ![]()
Re: Ya din bi Any thay..
^ to, kia aap Rana Sanaullah kii cheli hain? :D
vaise, for your info, un sab noora league-ioN ke din to ab gine jaa chuke haiN...koii aur ustaad talaash kareN! :p
Re: Ya din bi Any thay..
agr log , logo ko makhan laga saktay han tou mouncho ko makhan lagany ma kya harj ha. inni wadi mounchain honay ka aik faida ya ha , k mohalay k bachay daarayee ja saktay han..
Re: Ya din bi Any thay..
"moochheN hoN to bas Natwar Laal jaisi hoN!" :D
moochhoN par taao makkhan aur sugar lagaa kar karte haiN...makkhan is liye k makkhii agar baiThe to phisal jaaye...
...merii moopchheN bhii zabaan kii taraH gaz bhar kii haiN...kaun dekhegaa merii moochheN? :)
post your mochain
Re: Ya din bi Any thay..
bacho ko dara kr apko kia mily ga? ![]()
Yes post your Mounchaan…![]()
Re: Ya din bi Any thay..
Wht abt sayein toh sayein sayein ki muncheyn bhi sayein :5:
wo toh punjab se ni ![]()
Re: Ya din bi Any thay..
Main ny Saiyan ki nahi Jatt ki pic post ki :halo:
Re: Ya din bi Any thay..
Aur mai jatt ki ni sayein ki bt kr raa hun ![]()
Re: Ya din bi Any thay..
or main Chuhadary ki baat krhi hon. ![]()
Re: Ya din bi Any thay..
Kbi jatt kbi chuhadry kbi sayein ![]()
ye teeno kya socheyn gay :halo:
Re: Ya din bi Any thay..
btw background mein 'sun' ka kiya kaam hy?
Re: Ya din bi Any thay..
plz picture zara zoom kr k share kia kren.