Xeno ki shairi

Re: Xeno ki shairi

Main soo he raha tha k kisi nay Darwaza khataktaya
Main nay socha k shaid mehboob aya
Per Jab Darwaza khola tu Pata chala
Key Zalim tu Bijli , pani gas ka bill aya

Re: Xeno ki shairi

Shama Roo Roo kar Parwanay say keh rahi hay
Mujay Roomal laa do Meri Naak Beh Rahi hay

:naak:

Re: Xeno ki shairi

wah wah wah mukarar mukarar.. naak ke naddi nehrain baha dein qibla. :k: