X2's birthday party

Re: X2’s birthday party

Aap ko tu pata hai ke mujhey khwab dekhney ka bara shouq hai

our main sab na-mehram larkeyon se khawabon main mil leta hoon :hula:

is tarha religion bhi theek rehta hai our dil bhi khush rehta hai :chupki:

Hosakta hai aap bhi kisi din merey khawab main ajain. :jano:
lekin na tu mujhey apka naam pata hai our na aapki dilkash soorat se ashnaye hia …

Phir main apko pehchanoonga kaisay :konfused:

Please mujhey apni koi Zaahiri Alamat bata dain ya phir koi code word fix karlalain… takey mujhey apko pehchan’ney main koi dushwari na ho :k: