Re: Wud u mind if u get proposed by a vet:hmmm:?
mujhay nafsiyaat kay baab main itna maloom hay kay Suhbat ka assar hota hay
ab is vet docter per kis qisam kay asraat hon gay or woh apnee wife ki tareef main jub koi ghazal kahay ga to kia kahay ga
tere billi jaysee aankhain
or ghoray ki dum jaysay baal
or pata nahi kia kia
: S