Re: WTH..
uska husband uski qadar jabhi karay ga jab woh dinner pakaye gi aur uska apnay hath ka khana khilaye gi.
aik bar uska husband iss chez ka aadi hojaye ga to phir biwi protest kay toor par khana na banay ki strike kar sakti hai aur apni farmaishian puri kar wa sakti hai. aur dimgh bhi paka sakti hai..