Re: write a letter to some guppy on GS
A letter to Khumar:blush:
Pyari khumar
Assalam-o-Alikum
umeed hai ke aap aur aap ka ehl-e-khana khaireeyat say hoga.Main bhi Allah ke fazl say theek hoon.Main tum say bohat naraz hoonaunish tone tum kabhi humein yaad hi nahi karti aur agar karti hoti to ek khat zaroor likh deti.Ab tumhein sheeshay ke agay say fursat mile to kuch karo/suna hai tum ne aur bhai jaan ne ab khaiti bari shuro kar de hai aur bunty aur suraiyya beej bonay main bohat madad kartay hain.Kabhi kuch sabziyaan hamari taraf kisi anay wale ke haath bhijwa dena .aur sunao mousan kaisa hai.acha ab ijazat do pappu ro raha hai.os ke bhook ka waqt ho gea hai .bhai jaan ko salam aur bachoon ko pyar
aap ki apni
pingu
Dated:16-6-2016:@: