**Kisi ***ki khatir Qarar khona, koi sunay ga to kya kahay ga
Yea tera raaton ko utth ke rona, koi sunay ga to kya kahay ga
Bhanwar main mujh ko jo chor detay, to tum pe koi na baat atti**
Youn la ke sahil pe phir dabona, koi sunay ga to kya kahay ga