Re: wonder how many will get this
Mujhe kia pata, bachpan mein ammi kaha karti theen k Allah miyan rassi sey bacha baandh kar neechey latkaata hai, maan jaa kar rassi kaat deti hai aur bacha ley aati hai, aur phir Allah miyan rassi wapas ooper khench leta hai ![]()
Seedhi tarha kaho na k aik husband hai
Shadi shuda jaisay mushkil alfaaz meri samajh mein nahi aatey ![]()