Women..why you so

Re: Women..why you so

Aapney madad kurney ki justujoo uss wakt thaamee jub humain zarurat naa thi. Meree kya ghaltee?
Bey rukh hou key paish aanay ki albataa humari kabhie khwaish naa thee. Agar aagayey tou iltija hai, iss naa-cheez ko maafi sey nawaaz deejeyey gaa? :slight_smile:

Shikwa naa tub tha, naa ab hai. Sirf eik mehez farmaaish ki gunjaaish zarur housukti thi aur jo hou chuki? Fark sirf itna hai key aapney humain iss baar thukraa diyaa aur hum ney aapko uss baar. :hehe: