Women Football Team of Saudi Arabia

Bibi itna serious aur dimagh per zor dilwaney wali koi bat nahi:D Baqi Aurat ko bechehra ker key faida kiya hai??han in ke muashron main adhi nangi aurat bhi phir rahi hu tu koi cheerny ki jurraat nahi kerta apney han tu burqa poshon ko nahi chorty aur saudi arab ka tu kiya kahun wahan tu becharey shareef merdon ki nahi chalti aurat ko tu woh Insan nahi bharey ka janwar samjhty hain:D?