Woman

Me Ko Apnay Nick Ka Matbal Aata Hota To Ye Nick Y Rakhta :ahaa:

To Kiya Hawa Pani Par Guzer Baser Kar Rahay Ho :hoonh:

Kisi Par Kaisa Na Jata, Me Ka Bhanja Tha Kisi Titpunjiye Ka Nahi :bailan:

PS : Nahi Chal Raha To Do Char Bhatakti Rooho`n Ko Jama Kar K Dhaka Lagwa Lo :mocking:

apun to samjha tha kay loog pehlay matlab samajhtay hain n then nick rakhtay hain.. yeh to kuch ult ho gaya :konfused:

paani nahin… sirf hawa :mocking:

acha kisi par jaata bhee to.. apnay mom n dad pay kyon nehi… why u? :snooty:

ps. do chaar bhatakti roohein mil sakti to apun yahan pay na bhatak rela hota… in search of someone of my own sort :bummer:

Me K Achay Bhalay Thread Ka Satiyanaas Kar Diya :mad:

Lagta Hai U K Liye Alag Se Thread Open Karna Paray Ga :hoonh:

Aa Jao Wahan :wink:

threads ka sateyanaas karna.. i get paid for it u know :wink: :smiley:

apun to wahan pohanch chuka hai… but u where ho? :rolleyes: