Re: Wo malaal to koi aur tha
Meray char su jo khila raha wo jamal to koi aur tha Meray khawab jis mein ullajh gaey wo jamal to koi aur tha Yahan kis hisab ko jortay meray subh-o-sham bikher gaey? Jo azal ki subh kia gia, wo sawal to koi aur tha Jissey tera jaan k rakh lia wo malaal to koi aur tha
Amjad Islam Amjad (us paar)
Nice