WO JO BHI KEHTA HY ME CHUPKE SE BAAT MANLETI HUN

Re: WO JO BHI KEHTA HY ME CHUPKE SE BAAT MANLETI HUN

i hate it if anyone does bur bur :mad:
bartan patakna , chamcha kharkana ya bur bur kerna…inme se aik bhi nahi pasand..aur na he kerti hoon…:nahi:
insan normal tareeqe se khamosh rahey tu zyadah asar hoga samne waley pe