~!! Wo Apni Waffa Ka Silla Likh Rha Tha !!~

Re: ~!! Wo Apni Waffa Ka Silla Likh Rha Tha !!~

Qyamat Ka Manzar Raqam hO Rha Tha
Wo Us Sey hUa jAb jUda Likh Rha Tha

Yeh Karab e mUsalsal Shab O Roz Talkhii
hUa Tha Jo Us Ko Atta Likh Rha Tha

waaaaaah waaaa kamal hay g, kia kahnay dard g, aa haa haa zabardast!!!