witness my 1000th post :D [merged]

Re: witness my 1000th post :D [merged]

acha ... pakistan main nahi rehtay? beta ... pehli baat, meinay pakistani community likha hai ...
doosri baat ... pakistan mein nahi rehtay ... is liye tum k paas apni jaraabein dhonay ka time nahi ... amma to hai nahi k jo ab dho day ... wo bhi thak gayi tumhari boo soongh soongh k bechari ...

chalo shabash ... mujhay murghi banana to bohat dooor dooor ki baat k ... online to bari bari baatein kertay hain log ... meinay to asal mein aap jaisay aur aap say bhi ziada dheet logoun ko murgha banaya hai ..

chalein apna feeder pakrein aur achay bachoun ki tarha soonein chalay jaein ... apko ijazat nahi itni raat gaye tak jagnay ki!