Why use LOTA when you have Shower Bidet available

**Aha Chicho Ki Malian yad dila diya jab ham behan bhai under teen they tu janahowa waha aik shadi main chalo is gaon main tu jaga thi na:aq: Magar wahan hamain khyton main ja ker kaha giya farigh hu lo:( Mera bhai cheekha no way ye tu sabzian hain is khait main nju ham khaty hian in main *** kerin gey:aq: Woh sab hansney lagey ke mian yeh khad ka kam daiti hy sabzion ke liey magar yar khuda ki qasam os ke badd sabzian khaney ko dil nahi kerta that:hehe: **