yeh toh sara sur khud kashee ka irada lagta hai.
Re: Why O why
^ yeh tu BNA he bata sakti hain ![]()
abay jhootay shaks, maine kahaa thaa ke dinner ke baad aa jaao, aur bartan dho do.
aur haan, left over khaa lenaa, konay main ukroon baith ke.
Re: Why O why
Aaho ji, tusi is right
who is mrs.Robinson ![]()
Re: Why O why
^^ Mr. Robinson ki begum
haaN taakay dinner k baad koi na hoo GhaR mein or TUm ’ hum tum ek Ghar mein band hoo or chabi koh jaaY ’ wala play start kardooo
never ever … ![]()
mein tumhary JAAAL mein phaSSne wala nahi ![]()
woh bi BNA paY fida ho’jaaY gaa …U dont know her … bari chalta puRzaaa qisaam k admi numa AuraT hai ![]()