Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
DushmanoN kee kami naheeN Ghalib
Ik dhooNdho, hazaar miltaY haiN
:desimunda:
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
DushmanoN kee kami naheeN Ghalib
Ik dhooNdho, hazaar miltaY haiN
:desimunda:
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
pehlay paisay nikaalo. pichli dafaa ka hisaab bhi poora karo ![]()
tumhay konsa chahyie - neela thotha chalay ga ya phir choohay-maarka safoof mix kar doon ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
mere liye to syanite chaley gaa ![]()
mera pm check karo ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
kitnaY chaahiyeN ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
shaabaashaY! jaan boojh kar ghalat spelling wala cyanite maaNgaa hai taakaY kuch naa ho ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
haan naa yeh to mere nannay munnay bachon per taras jkhaa nahi rahi ahi to mein khud hikhuch bandobast karoon ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
Ume- is it really you posting ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
Ume: tumharaa PM mujh ko samajh mein nai aayaa
tu us ka jawab kia doon ![]()
AQ: 2 darjan andaay, 1 litre doodh, 1 dabal-roti aur 2 parathaay kaafi hoon gey
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
moTan … aaluuu … itnaa naa khaayaa karo.. phuT jaao gee ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
aaj dieting phir se sharoo ki hai naa usi kaa asar hai jab khaaney ko nahi milto to dimagh apne aapi chalta hai ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
2 hi tu shoq hain - chungga khaana aur chungga pinaa ![]()
kisi sardaar jee nay kia khoob kahaa tha
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
haaN… jub khaanaY ko naa millaY tau dimaagh chal jaataa hai ![]()
aap ko kiss tarah kaY kapRay passand haiN… hyderabadi yaa banaarsi??
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
haye haye bachi kaun saa wala peena
lagta hai buzness ke saath dimagh ne bhi saath hi chor diya hai
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
oh tabhi aap kaa bhi her waqt chala rehta hai :aq:dimagh
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
mujhey aisa kyon lag raha hai k sub mairay hi peechay parR gaye hain ![]()
:shoaby:
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
mera tau dauRtaa hai ![]()
dugaa dug dugaa dug dugaa dug
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
aap bare dino baad aai hain naa usi ki saza hai
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
kyoo, aap pak-patan jaane wali BUS hain? :aq:
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
tau kiyaa aagaY paRaiN?? ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
khotay kaa dimagh aap hi ki tarah dorta hai naa:Ddo latiyaan maar maar ker