Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
masoom_se_larki naY Farmayaa
^
laikin iss nishaan maiN kiyaa ishaaraY baazi kee, yeh samajh naheeN ayaa
**aap **
bahut achi tehzeeb yaaftaa bachi hai ![]()
**kya boltey hain **
bachoN ko bataanaY waali baataiN naheeN hoteeN ![]()
meri kuch samajh mein nahi aata ![]()
uss kaY liye samajhdaani kaa mojood honaa zaroori hota hai