Re: Why is cafe
Zukaam kay virus key moujoudagi main aana khatray say khali nah ho ga ![]()
bhagooooooooo
Restored attachments:
Re: Why is cafe
Zukaam kay virus key moujoudagi main aana khatray say khali nah ho ga ![]()
bhagooooooooo
Restored attachments:
Re: Why is cafe
:)hello sannan
Re: Why is cafe
Sannan aaj chutti pe hain cuz its sunday :@:
Re: Why is cafe
main tu maraqbay main hooN
distraubb na karoo ![]()
kuch jinn bhoot chuRail waghaira qabzay main kar raha hooN ![]()
ab maira saara kaam wo karain gay
bathroom main garam pani ka lota faraham karna
bazar jaa kar gold leaf ki dabbi and jahoor raja jani paan lana
mairay moozay aur interwenter dhoona ![]()
Re: Why is cafe
Bhaand sahab aap gadgets ki jagah jinnatonse kaam lenge…![]()
Re: Why is cafe
JB mujhe bhi muraqba seekhna hai :D
Re: Why is cafe
aap ne kaya kaya karwana hay ![]()