Well ... kia apkay comments apkay analysis kay against naheen!!! aur yae kia baat hai k aahista aahita samajh aa jayae gee??
meray comments meray analysis k kis tarah khilaaf hn?
aur zahiri baat hai na keh aik dum hi yahan aa k apko sari personalitiz ka to nahe pata chal jaega na keh kesi hn? akhir unse baat ker kay unkay khiyalat pardh k hi apko pata chalega na?
is hisab se ahista ahista janab!
:)