Re: Wht r u doing ?
office mai weekly ik islamic lecture hota hay ![]()
waha le mere liaye kaya laaien ge aap ![]()
ji haan warna google ko shadi k fawaied aor nuqsanaan ka kese pata chalay ga ![]()
wese google ki shadi kai aap bing sa na karwa daina warna dono apis mai hameesha larhtay hi rahien ge ![]()
wo tu google bataiye ga mai google thori hon ![]()