Wht r u doing ?

Re: Wht r u doing ?

yani pizza me afheem daali hoti hai?? :hmmm:

talash kerna apne bas ki baat nahi :@:

abhi tak goggle nahi bta saka keh “how to handle a wife” to “how to search a wife” koi app kese bta sakti hai, kiski hai itni majaal :hehe: wese bhi aapko to mashaALLAH se kafi experience hogaya hoga ab tak :nerd: