Re: Wht r u doing ?
yaad kerne ke liye dimagh chahiyey hota hai, wo to ab mere pas hai nahi, so please aap hi himmat kerke btaein kya yaad kerna tha ![]()
ohoo, Pakistani maal acha nahi hota, koi cheez bhi khalis nahi, aap koshish karein ke German cup hi mil jaen ![]()
everything??
kya biwi baar baar chai bna ker deti hai?? ![]()