Wht r u doing ?

Re: Wht r u doing ?

yar uni mein hmaray department ka he ek group tha 8 girls ka, uff itnii mottiiii thin sb, itni cheekhti chilati thin, ankhon mein dhair sara kajal k bnda dekh k dar jaye :bummer: or to or sb kapray b kaalay siyah pehenti thin tauba bht ajeeb combination tha :smack:

hahaha han main b yehi shukar krti hun k sahi salamt bach k a gye un k hathon se :omg: