Re: Wht r u doing ?
ras malaaii Jalpari kii cousin ke liye hai! ![]()
zaraa soch samajh ke!
meraa ek dost ek baar ras malaaii khaa ke baGhair kulli kiye so gayaa…raat ko billi ne aa kar uskaa muNh Khoob chaaTaa…vo neend meN bas BIL BIL hii karte huye bilbilaate rahe! ![]()
ok, shabba Khair!
Allah Haafiz ![]()