Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ....
i chose according to the topics
not names
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ....
i chose according to the topics
not names
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ....
not names
Same here
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
![]()
mujhay sub pasand hain ![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
Jee aap to shayar Hain. Aap ko kaise nahi pasand ho ge. Aap to har thread mein apni Shayari ka topic dhoondte hain. ![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
bolay to ? ![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
Appp ka shukreya kay app ne hum shair bulaya
lakin app ko yeh sub kuch kis ne bataya
![]()
abay yar… janab shair to app hain.. jo aik dum lash pash wali shairi karte hain Jaan leva kay saath.. hum to bus kabhi kabhi MUST ho jate hain or kya ![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
bolay to… hum sub ke threads main bharpoor hissa lainay ke himmat-o-taqat or jazabay hub-bul watani rakhte hain ![]()
![]()
TUN* :rotato:
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
jhootay bachay ![]()
mujhay pata hay ‘UNN’ ka name ![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
Aap shayar hain, ye apki threads parhte hi jaan liya
Hum to bas yuhi jumlay phenk diya karte hain
Aap ki shayari ka credit hum ne aap ko diya
Hum to aap ki hi shayari se apne alfaaz liya karte hain
:halo:
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
oh hooaay… Lash Pash ![]()
thanks janaab..![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
jhooth bolay kuwaa kataayy… ![]()
theek hai… puray 10 hain.. batayain. .
![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
10 kawaay kataingay ![]()
10 ??? mudhoshed
aik idhar day do :-p
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
Iss may shukarya ki kya baat hai, Aap ki shayari hum sab ne dekhi
Hum sab ki shayari to aik taraf, aap jaisi shayari kisi ne nahi likhi
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ....
10 ??? mudhoshed aik idhar day do :-p
app ko katain gay :p
jee jee sub kay liye hain.. aik do fursut say auntiyaan bhi hain :D
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
abay yar… bus yar… bohat ho gaya
shukreya.. app dhara dhar shair maar rahay ho or mujhay to samajh he nahin aa raha kay kya boloon..
bolay to abhi kuch set nahin rahay alfaaz ![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ....
jee jee sub kay liye hain.. aik do fursut say auntiyaan bhi hain :D
waqi ? blushed yar to do na jaldi ... q unn ko tarpa rahay ho :-p
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
Koi baat nahi, Main shayari band karne ko tayyar ho
Kabhi shayari ka mood ho, To main haazir baar baar hoo ![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ…
ooay hoaaay.. wah ray… bohat tarap rahay hain… app mujhay bachiyaan dain.. main app ko auntiyaan deta hon
![]()
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ....
yea kia import export ki batain ho rahi hain :-|
Re: WHOSE THREAD YOU LL LOVE TO READ....
app fikar na karian
app zikar na karain
jab bhi hum ko, bachi say thappar parhay gaa
hum par phir say shairi ka bhoot charay gaa.
Jaahaaz upar, or Rickshaw neechay ho gaa.
jo phir ho gaa, wo manzoor=e=Khuda ho gaa.
:D