BRB
coffee lainay jaa rahi ho ![]()
tou aur kya, acha bhala phans gaye thee ![]()
nahi coffee lainey nahi gaye thee ![]()
![]()
to phir?? ![]()
coffee kahaan hai ![]()
bohat chalaak hain aap ![]()
to phir kya ![]()
oh ho, aa jaate hai coffe bhi ![]()
nawazish apko ![]()
to phir kahan gayeen theen yar :halo:
kab aaye gee slow larki.. thundi ho jayee gee ![]()
![]()
kahin nahi ![]()
ye rahi coffee
aur khud hain slow ![]()
[thumb=H]coffee12150_3655370.JPG[/thumb]
![]()
tumhian kal bohat miss kar raha thaa.. pata nahin kyon ![]()
to phir kya karnay gayi then ![]()
thanks for the coffee.. bohat achi hai
bilkul tumhari tarha ![]()
awww kiyon ker rahey thay... :( koi wajah tou hogi..
pata nahi ![]()
ab coffee itni bhi achi nahi hotii
mein tou kuch zayada hi achi hoon :halo:
pata nain koi reason nain thaa.. bus aisay he letay letay yaad aaa gaye thee..
thoray say bus thoray say ansoo aye thay, ab yaad anay ka to koi reason nahin hota naa.. ![]()
^ aansoo bhi aa gaye thay..
![]()
haan sahee, yaad aaney ka tou reason nahi hota ![]()
chalien abhi tou baat ker rahey hain na ![]()
pata karoo ![]()
hoti to hai .. ab aisi baat bhi nahi hai.. ![]()
LOGOON ko bohat khushfehmi hai .. ![]()
kaisey pata keroon? ![]()
itni tou nahi hote
ho sakta hai k hoti ho, mujhey kya maloom mein ne kabhi pee bhi tou nahi ![]()
hehe, chalien khushfehmi hi sahi ![]()