pata hai.. ![]()
bhola naa thaa..bus aisay hee .. ![]()
kya bol diya main nay..
or lahol ke kya zarrorat thee.. zara mujhay sumjhaana kay kya mutlub hai ..
pata hai.. ![]()
bhola naa thaa..bus aisay hee .. ![]()
kya bol diya main nay..
or lahol ke kya zarrorat thee.. zara mujhay sumjhaana kay kya mutlub hai ..
:halo:
aur mein bhi kya hoon? ![]()
jheel see ankhon wali ![]()
acha aisey hi ![]()
hehe, mein ne kuch kaha tou nahi :halo: aur lahol aisey hi use kiya tha, kiyon nahi ker sakti ![]()
aur mutlub khud samjhiena naa, mushkil tou nahi ![]()
hehe ![]()
jee aisay he.. ![]()
yar.. tum pata nahi kya kya sochti hoo..
tum har cheez aisay he use karti…
oh yar.. bataoo na. kya sumjheen tum..
mere koi aisa mutlub nahin thaa.. jis par app ko lahol karnay parhay.. ![]()
![]()
aaj green eyes wali nazar nahin aaye.. pata nahin kahaan hai ![]()
![]()
arey, mein ne kub kaha
ab kya banda lahol bhi nahi parh sakta
mein kuch nahi samjhi thee… mein ne sirf ye pocha tha k ‘kaisey kaha keroon’ aur uss ka jawab aap ne diya k aisey ‘shobii mujhey maaf ker dou, chor dou, bohat ho gaya’ tou kya mein lahol na parhti ![]()
ahaan, mujhey kya maloom.. frankie se pocha naa..
uss ko maloom hoga.. :halo:
yar agar koi kharab baat hoti to lahol parhteen ![]()
oh jawab to theek hai naa.. kya kharabi hai.. zaya sumjhana mujhay ![]()
haan frankie aaj aya nahin.. chalo main direct contact karta hon qudsia ko
:Pretty:
BRB in 20 min
aur ye kiss ne kaha hai k sirf kharab baaton per hi lahol parhtey hain :halo:
aur jawab mujhey sahee nahi laga tou buss nahi laga.. ab kya wajah bataoon ![]()
oh tou qudsia naam hai uss ka
khiar ko merzi kerian
ager zayada dil ker raha hai tou jaa ker mil aayein ![]()
main nay kaha ![]()
theek hai.. ab nahin boloon gaa.. sorry
jee
mil bhi loon gaa.. inti khobsorat hai :love: hayeeeeeeeeeeeeeeeeeee ![]()
tou zaroori hai k mein maanon bhi ![]()
arey sorry kiyon keh rahey ho.. aisi koi baat tou nahi hovi ![]()
nahin zarrori nain balkay koi bhi baat manay ke zarrorat nahin hai ![]()
acha.. theek hai ![]()
ahem ahem ![]()
aik kaam kerian k uss ki pic apney room main laga lain.. aatey jaatey dekha kerian phir :halo:
nahin.. us ke pic to dil main hai ![]()
nahi kuch baatien maaney ki zaroorat hoti hai :halo:
kya hova hai shobii?
koi baat hai tou bataoo..