mutlub mujhey beywakoof bana rahey hain? ![]()
PK-
kaisi ho ![]()
mutlub mujhey beywakoof bana rahey hain? ![]()
PK-
kaisi ho ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
aayay.. pk.. kaisi hain app?? :D
[/QUOTE]
me to first claas..
ap suanye..
kya ho raaha hai ..kon kis ko boar kar raha hai:D
shobii sahab ko ghalat fehmi hovi hai k woh bore ker rahey hain ![]()
or bhook lag raha hai ![]()
phir kuch or banata hoon ![]()
aisay he pooch raha thaa… main bhi bore nahin hota.. kabhi bhi nahi ![]()
acchi ho janu
ap suanye
..ajj mere nachney ka mood ho raha hai
![]()
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
mutlub mujhey beywakoof bana rahey hain? :-|
[/QUOTE]
nahin wo sirf us kay mind main hai :D
[QUOTE]
*Originally posted by pakistani kurhi: *
me to first claas..
ap suanye..
kya ho raaha hai ..kon kis ko boar kar raha hai:D
[/QUOTE]
aray koi nain yar .. aisay he pooch raha thaa us say :D
acha.. naa ab pura jahan main yeh baat mut phaylaoo ![]()
aisa kerian joshanda bana lain
phir aur bhok nahi lagey gi ![]()
theek hai ![]()
haan sach kaha ..
kyo ki koye boar bhi ho raha ho to…unkey avater ko dekley..
*Nachta hoye ganjo
mein bhi achi hoon ![]()
oh, chalo mein bhi saath deiti hoon ![]()
shobii- mein frankie se khud poch loon gi.. ![]()
joshanda :yukh: nain main aisay he bhookah theek hoon ![]()
acha naa.. aisay he pooch raha thaa.. main nay ghalat soocha thaa… plz maan jaoon naa .. plz … acha baba tum bore nahi ho rahi hoge!! i wz wrong!! chalo mood theek karo.. ![]()
acha acha na phayalati.. pehli aur aakhri dafa maaf ker deiti hoon ![]()
waisey kuch din pehlay aap ne mujh se kuch kaha tha.. :halo:
haan yeh thaak hai ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by pakistani kurhi: *
haan sach kaha ..
kyo ki koye boar bhi ho raha ho to....unkey avater ko dekley..
*Nachta hoye ganjo
[/QUOTE]
hehe, waisey shobii ko ye ganjo bohat pasand hai :D
main nay maafi nain mangi …
sirf poocha hai ![]()
main nay kya bolaa thaa.. yaad dila doo app?? ![]()
![]()
or shobi aik or cheez bhi pasand hai.. apnay ganjo say bhi zayada ![]()
nahi nahi, aap zaroor peeyein, bal k mein bana ker deiti hoon ![]()
hehe, kaisey line per aa gaye..
buss thora sa mood kharab kerney ki dair hai ![]()
oh ho, mein ne socha k iss se pehlay aap maafi maangein mein khud hi dey doon :halo:
aap ne kuch bhejney ka kaha tha ![]()
PK- khush lagg rahi ho, kya baat hai ![]()