Who's ur FAV guppan/s!!

haan mere khayal main :blush:

to phr theek hai :smiley:

yar mujhay nahin aati.. bhai uthay gaa to wo banayee gaa :hehe:

:smiley:

waisey aap ne woh baat seriously kahi thee ya mazak ker rahey thay?

hehe, chaii banana kya mushkil hai :hehe:

tumhain kya laga kay serious hoon kay nahin?? :stuck_out_tongue:

yar mere chai ka taste . joshanda jaisa hota hai :yukh: :smiley:

mujhey tou ye hi laga k aap serious hain, lakin mein ne koi aisi baat bhi tou nahi ki thee jo aap janey ki baat ker rahey thay :frowning:

hehe, joshanda jaisa :rotfl:

pata hai aik dafa mein ne bhi aise hi chaii banai aur uss ka taste itna ganda tha k mujh se bhi pee nahi jaa rahi thee :hehe: waisey mein chaii achi banati hoon :halo:

main nay to aisay he poocha thaa yar.. or agar tum bolti bhi to nahin jaata :hehe: itni muskil say aik din nikata hai.. or phir subhaa aati hai :halo:

hans loo.. :hehe:

waisay sirf aik he dafa he aisi banayee thee.. kay hamesha kharab or aik dafa achi banayee thee :hehe: waisay .. kishi apnay relative kayliye to nahin bana dee the.. wo baychara.. to wapas he nahin aaya ho gaa :rotfl:

waisay ap kya banati hai.. chaii kay ilawa :mocking:

oh phir theek hai.. mein aywein main hi dar gaye thee :halo:
hehe, sahi kaha, intezaar kerna kitna mushkil hota hai :bummer:

:mocking:

jee nahi, sirf aik hi dafa aisi bani thee, waisey hamesha hi achi banti hai :halo: nahi, relative k liye nahi apney liye hi banaii thee, aur phir mein ne kaisey pee ye mujhey hi maloom hai :smack:

mein chaii k ilawa beywakoof banati hoon :halo:

dar gayeen :smiley: waisay sub dar jatay hain .. or haan intezar to bohat mushkil hai :halo:

to phir kab aaon ga.. chai peenay :halo: or waisay main imagine kar sakta hoon kay tumhara kya hall hoaa ho gaa.. joshanda tea pee kar :smiley:

beywakoof kisko banaya :frowning:

gori si
dubli si
hari ankhain
brown baal :blush::blush::blush:

aap ko daraney ka bohat shooq hai kya? :smash:

hehe, jub marzi aa jaaien.. chaii tayaar miley gi :halo:

kisi ko nahi, mazak ker rahi hoon :smiley:

Hayeeeeeeeeeee :mudhosh:

Kon hai wo.. bolo naa. kon hai wo.. :blush:

green eyes wali :love:

hayeeeeeeeeee.. … :hula:

aap ko salam bheja hai shobibhai unhoon nay :blush:

nain.. app to darnay ka shoq hai :smiley:

chai kay saath or aik cheez tayaar chahay :blush:

haan han.. bana loo mujhay baywaqoof :teary1:

ahem ahem :hoonh:

frankie- uss ko bolo k shobii ne salam qubool nahi kiya :snooty:

ooay yar..
Walikum Assalam un ko.. aik dafa nahiun hazaar bar.. un say bolo kay shobi haal Ahwaal pooch rahay hain :hula:

jee nahi, aap daratey hain :snooty:

hehe, aur kya chahiye? :smiley:

arey nahii, suchi main mazak ker rahe thee :bummer:

\

jee ankhain bund karloo.. kuch naa dekhoo..kuch na sunoo.. kuch naa kahoo :smiley:

aray yar Salam Qubool kar liya

Saleem Qubool hai Qubool hai Qubool hai :mudhosh: :

jee nahin aapp darti hain :snooty:

or .. :blush: kuch nahin.. :smiley:

haan shayad.. mazak he thaaa..

kuch na dekhoon, meri aankhein hain aur kaan bhi :smash:

hudh hai, haal tou aisey pyaar se pocha ja raha hai jaisey saagi behn hai :smack:

wokuch or bhi keh rahi thin womain app ko PM kerdeta hoon :blush:
yahan nahi eh sakta loog bora man jaiin gay :wink:

na maanien :snooty:

hehe, aap bila-taqalluf keh saktey hain :hehe:

yaqeenun mazak tha :smack: maan lo na :bummer: