who's here from karachi?

achaaaaaaaaa tu phir main bhi karanchi say hi hooon


Haan Poora Karachi Saa'ain saa'ain Kar Raha Hay....
Ullo Bol rahay Hain Har Jagah ..... :D

Re: who's here from karachi?

hum tu hain huseeno kay pujaary

aap nay draa kay tu nahin bagha dia?

aap hamee hukum karain aaa jatay hain

no,
khi main sab bhaage aa rahe hain

iss dafa kee gadha garri race kaisee rahee ?

kabhi machar colony ka chakar lagana ho tou bataiye ga :wink:

KAWACHIIII !!!! MERA GHAR!

:D

Re: who's here from karachi?

kahaan hai

:) m here