Sara I didn't mention that I really specialy want to meet you. Kioon kay aap mujhay bohat pyari si masoom si bachi lagti ho. Mujhay pyaray masoom buchay achay lugtay hain.
I also want to meet Fazeelat too. I like her very much.
I heard in the news a lady was saying some punk stole her purse. So I thought its a bad word for bad ppl but I still didn't get it.
both... used to be in groups now i do it all my self
yeah punk is a derogatory term too...real punks were down and out run away kids etc... now its mainly rich kids pretending to be that...funny but a bit complicated
**humeysha bilawajah ka isstemaal naheen hootaa…sirf kabhi kabhi… **
**magar…i guess u weren’t here…kabhi kabhi my posts used to be smiley free tooo…with a little bit of draamabaazi in it… **
**actually…sub kuch meyrey mood pey depend kerta hai… **
Yani aap ganay waghaira gatain hain. Kia aap nain koi cds waghaira bhi nikali ya aisay hi chotay motay taqreebon main gatain hain??? ya bar'ay functions main bhi gatain hain.
Kabhi aap ka koi gana kisi tv chnnel pay bhi aya ya naheen ya bhaijnay ka irada hai vdo bana kay????
Yayhi to aap kay bachpanay ka saboot deta hai. Mujhay to aap ki koi baat buri naheen lagti. Mujhay to aap aur aap ki her baat bohat achchi lugti hai.
Aap ka naam bhi bohat pyara hai sara meri aik dost thi bohat ziada bhi naheen bus zara hansi mazaq chalta tha ussay. Mujhay wo yaad ati hai jub main aap ka naam parhti hoon to. Aik dafa main nain teacher say kah kay ussay sub kay samnay zaleel karwa dia tha class main us din say wo sudhar gai warna mujhay na janay kioon wo mujh say jelous thi aur tang kia karti thi phir us din say na sirf sudhar gai balkay meri dost bhi bun gai.
Yani aap ganay waghaira gatain hain. Kia aap nain koi cds waghaira bhi nikali ya aisay hi chotay motay taqreebon main gatain hain??? ya bar'ay functions main bhi gatain hain.
Kabhi aap ka koi gana kisi tv chnnel pay bhi aya ya naheen ya bhaijnay ka irada hai vdo bana kay????
um first of all I dont sing...I make music
used to do small functions in Karachi then bands and clubs in US then all electronically in New Zealand...I now make music for films commercials etc...and yes there is some stuff I am planning but I havent been back in the country long enough still figuring out the system, there is a big music boom and it is a bit confusing but I am working on it...here all the music needs pretty boy singers to front it..which I am not..so different environment...not much market for just music yet...
no no buhat chota funkaar hoon
I am not going to get into religous discussions here… http://www.realgroovy.co.nz/dvds/id/14467
this is the only feature…others are just ads, music videos etc…
To aap indians ki music banatain hain. Koi music apni yaahan post karain jo aap ko sub say achi lagti hai main sun kar daikhoon aap kaisi music banatain hain.