Re: who would you meet...?
Mujhay buray logon say milnay ka bohat shauq hay mazaaq.
Mera yay yaqeen hai jo log khud ko bura zahir kartay ya kahtain hain sub kay samanay wo darasaal buray naheen hotay wo under say bohat achay insaan hotay hain. Jo khud ko acha kahtain hain wo achay ho bhi saktay hain ya naheen.
oookay just to warn you
this is the daddy of all punks
still?