Peshow
February 21, 2007, 10:19pm
41
Re: who want garam garam
**Voicey **
nai jee u can come over n have some black samosa’s ..
**
Shiki** sexy hein na kahnay hein tou kaho
**DF **Shape is perfect coz they are frozen ones
**
Shab-e-Hijar** leme check :-s
Hussain ** bajrai k parathay kia
**
Kinoo I was talking to fatee (blame her)
**
Ume **u sure ?
**
Daagh n redrose**
Re: who want garam garam
abi jilanai baqi rehtai hain:LB:
Dukhi
February 21, 2007, 10:51pm
43
Re: who want garam garam
sirf samosaas aur pakoraoo ka kiya hoga phir
fara
February 21, 2007, 11:10pm
44
Re: who want garam garam
Peshow:
Okay
yeh lo sab
enjoy …
Kia Afreeki kism kay samoosay hain…
Dukhi
February 21, 2007, 11:13pm
45
Re: who want garam garam
issko kehtay haiN samoosay per pakora
fara
February 21, 2007, 11:16pm
46
Re: who want garam garam
Khudda humko aisa samosa na day
kay jismain pakora dikhayee na day
idher konsa pakora dikhra hay aapko?
Dukhi
February 21, 2007, 11:19pm
47
Re: who want garam garam
fara:
Khudda humko aisa samosa na day
kay jismain pakora dikhayee na day
idher konsa pakora dikhra hay aapko?
yeh meri choti si mahawara kehnay ki koshish thi
agar app ko achi nahi lagi to mera pakora wapis dai day:naraz:
fara
February 21, 2007, 11:22pm
48
Re: who want garam garam
Abb mainay ussay nosh-e-jaaN ker liya hay! Peshow say kahoo wu tumhain afreeki samosooN kay sath shyad afreeki pakoray bhee offer kerday!
Dukhi
February 21, 2007, 11:25pm
49
Re: who want garam garam
Hiii hi hi
Goli marray jee pakoray koo, pakora to sirf aik bahana tha mai to app sai GS ker raha tha, aur sunaiye pakora khanay mai kaisa tha
mai nay apnay hathoo sai benaya tha
fara
February 21, 2007, 11:28pm
50
Re: who want garam garam
Kia ghazab kia? Do u ever wash ur hands?
Dukhi
February 21, 2007, 11:30pm
51
Re: who want garam garam
ghazab nahi pakora tha woh
abhi khair sai Barhi EID per hi to wash kiye thay hands woh bhi doono
fara
February 21, 2007, 11:35pm
52
Re: who want garam garam
Masha ALlah nazar na laggay kahein! acha am off to sleep nagar now.
sweetu
February 21, 2007, 11:38pm
53
Re: who want garam garam
aray zara ziada nahi pak gay apke samosay. pata nhi roti kesi pakti ho gi lolz
Dukhi
February 21, 2007, 11:39pm
54
Re: who want garam garam
Masha ALlah nazar na laggay kahein! acha am off to sleep nagar now.
OK Allah Hafiz, take care:)
ASA
February 22, 2007, 7:27am
55
Re: who want garam garam
jo sahi they woh khud kha ley… aur jaly howe humay day rahi ho..
Re: who want garam garam
^
ab ju jis qabal ho ga, us ko wohi milay ga na
ASA
February 22, 2007, 7:39am
57
Re: who want garam garam
Ye tu Sandi se poocho maiN kis qabil hooN… har koi tu samosay bana bhe nahi sakta… tum banalo na..
Aqls
February 22, 2007, 7:48am
58
Re: who want garam garam
dekho aise mazedaar threads na khola karo,tumhe gunah milega.
main duniya ke jis konei main huun wahan ye sab bas khayaalon main milta hai:teary1: