who let the bakras out

Alhamdullillah :slight_smile: yar first day to itna kaam hoga na…pura din nikley ga mama aur baba ki help karaoon gee…shaam mey tayaar hoangey hum dehko !aap batao