Re: Who is your Favourite Mod
LOL.
Ussay aap ki shadi pay bhi aitaraz nahen. Kahta hai dil wala dulhania lay jaay ga.
Re: Who is your Favourite Mod
LOL.
Ussay aap ki shadi pay bhi aitaraz nahen. Kahta hai dil wala dulhania lay jaay ga.
tumhara favorite tareen mod to director bun gayaa isee liyay none kahaa hai tum nai ...:p
loogon ko kitani khush fahmi hai:@:
Re: Who is your Favourite Mod
There are some mods who are actually “Favorites” ![]()
kya zamana a gaya hay ![]()
**dykhu jab shadi hi nahi rahi tu aytraz ki koi tuk bhi nahi;)**Han dill ho ga tu lay jain gy na![]()
Re: Who is your Favourite Mod
Kioon kis kay agay dil phaink dia us nain apna?
Kioon kis kay agay dil phaink dia us nain apna?
ye tu osi se pochiy:D
loogon ko kitani khush fahmi hai:@:
Buchchon ko khushfehmi karnay dena chahyay akhir unka bhi dil hota hai.
Re: Who is your Favourite Mod
Naheen poochti mujhay sharm ati hai.
Kal mujhay apnay qadmon main aik dil nazar aya tha. Main thokar mar kar nikal li patli gali say. lol
**pochti **![]()
Jis ny ki sharam os ky photy karam![]()
**Nahi bhei main tu jitny dill ird gird nazar atty ya drive way main pery milty hain khiyal se uthati hon achi trha dho dha ker sheshy waly martban main dal ker saja sa daiti hon:D
.
.
.
.
.
.
bara mazy ka achar banta hy zalimon ka:yummy:**
Re: Who is your Favourite Mod
LOL ha ha ha.
Kabhi main larka hota hoon
Kabhi main larki hoti hoon
Thora hamain bhi parcel kar dia karain.
Ainda donate kar dia karain kisi ghareeb kay kaam aa jain gay.
Re: Who is your Favourite Mod
Prem kahani mai
Kabhi yeh larka hota hay,
kabhi yeh larki hoti hay,
kabhi dono nahee hotay
kabhi dono nahee hotay.
Sorry I couldnt think of anything better. :(
Re: Who is your Favourite Mod
^ wrong thread ![]()
LOL ha ha ha.
Kabhi main larka hota hoon Kabhi main larki hoti hoon
Thora hamain bhi parcel kar dia karain.
Ainda donate kar dia karain kisi ghareeb kay kaam aa jain gay.
who was this for?
Re: Who is your Favourite Mod
Good News.
Re: Who is your Favourite Mod
^ Congratz :D
Re: Who is your Favourite Mod
lol
Tumhara naam letay hi
Mubarakbadiaan milteen hain.
Thanks good news.
![]()
LOL ha ha ha.
Kabhi main larka hota hoon Kabhi main larki hoti hoon
Thora hamain bhi parcel kar dia karain.
Ainda donate kar dia karain kisi ghareeb kay kaam aa jain gay.
Donate kerny ky qabil hi kaha rehty hain hamary hath lag ker:D