who is ur latest crush??

Re: who is ur latest crush??

is raam kahaani nay tu mujhey magar-much kay aansoon roolwaa diye :bummer:

chalo chaar tuk tu baat theek hai lakin you have be very careful. sub say aik saa salook karna
sub ka aik saath oil change karwaana, engine belt aur radiator ka khiyaal rakhnaa. wax phairtay rehna.