Who is the most

Re: Who is the most

I am also a patriot. But I prefer Islam first. And, Muslim hain hum, watan hai sara jahan humara.

In taza khudaaoon main, bara sub say watan hai
Jo perahan is ka hai, woh millat ka kafan hai

(Allama Iqbal)

Aqwaam main makhlooq-e-Khuda butatti hai is say
Qomiyat-e-Islam ki jar kutatti hai is say

(Allama Iqbal)

Na Afghaneem wa ni Turk a Tatareem
(Na main Afghani hoon, na Turk aur Tatari hoon)

Chaman Zadaim wa az yak shakhsaaraim
(Aik chaman kay rehnay walay hain aur aik shakh say taluq hai)

Tameez rang-o-boo bar ma haram ast
(Zaat paat main faraq karna mujh par haram hai)

Keh ma parwarda-e-yak nao bahaaraim
(Keh main aik nayi bahaar lanay wala hoon)

(Allama Iqbal)