haan to kia hai! mard aur ghoray kabhee naheen badalte ![]()
Mujh se qasam le lo, mujhe koi idea naheen ke kaun ho sakta hai!!!
Esix: Tum naheen to phir aur kaun hai?
Aur yeh bhee batao ke tum kaun ho? ![]()
Mein acha bhala hoon, shukran for askin ![]()
Re: Who is the intending hacker of my account?
aaj to kaafi puranay log aa gaye ![]()
Pata naheen kis ne awaaz dee hai! Saamne aaye to kuch chain mile ![]()
log badal jaatay hian naam badal jaatey hain
bhoojo to jaanein
log badal jaatay hian naam badal jaatey hain bhoojo to jaanein
I am pretty bad in guessing. Aap kee taareef? Shairana see tahreer par aadaab; Dakhnawi hain ya Hyderabadi?
mein apni tareef aap nahi kerti bohat achi musalmaan hoon
and mein shairana bhi her giz nahi hoon pehlay kabhi cafe mein flooding kerti thi
lucknawi,ducknawi and hyderbaad se mera koii taaluq nahi hai ![]()
Do you think I could be knowing you? Apne kisee famous thread ka link bhejein ![]()
Mein kisee kee dhamkion mein naheen aata. ![]()
haan zahiri si baat hai aap khaufnaak jo itnay ho ![]()
I cant be emotionally black-mailed either ![]()
Who said we are black mailing you :aq: chor ki dhaari (agar ho to ) us mein tinka
Phir mujhe khaufnaak qaraar dene waalee qaraad-dad wapis le lo ![]()
mein koii sayasat daan nahi jo qaraardaadein likhwaati yaa wapis leti phiroon :p waisay bhi aap ki naak kaafi khauf NAAK hia
Meree naak tak puhanch gayeen ![]()
I have masha Allah a very cute naak ![]()
hamein kaya pata aap ki naak cute hai yaa nahi and aap to apni NAAK per makhi nahi bethnay detay to mein kahaan se pohanch sakti hoon :p