Re: Who is Responsible for worst defeat ever?
iska matlab yeh hua ki PCB ko is haar ke baare main pehle se hi pata that isliye media ko invite hi nahin kiya gaya.
arz kiya hai:
Hum ab yeh khabar nahin sunaayenge ‘Hallagulla’
***Aadtan doosron ki mehfil main apni khabar sunte hain.
***