Who is Kayz

Re: Who is Kayz

nahi, sab kuch natural hay.

eik achay insaal ko eik acha insaan hi pehchaan sakta hay, IS zinda baad :slight_smile:

shaid GS k start k dino mei koi kia ho aiway hi check karnay k liay :slight_smile:

decide kia karna hay, mein to aaj say 60 saal pehlay ka decide hoa hoa hu :smiley:

pata kar k mujhay b batana. thoda sa yaad aa raha hay k shaid travel mein ki thee about fog